Wednesday, February 15, 2006

बाली उमर में हम को लगा है ये रोग

मौसगी का असर है या फिर दिल के उमंगों की अंगडाई....जो भी हो कुछ इस तरह से शायरी निकल आई....

बाली उमर में हम को लगा है ये रोग
हम अपने घर की राह को ही भुलने लगे


ऐसा चढा है ईशक, तेरी मुहबत का
तुझ से ऐक नये रिशते को जोडने लगे


हम तो तेरी ओर खिंचे चले आते हैं
तुम रसमों की सदाऐं हमें देने लगे


ये मुहबत का कसुर है या बाली उमर का
हमेँ तुम ही कसुरवार ठेहराने लगे


ये ईशक अब कहाँ रुक पायेगा 'फिजा'
कयों तुम हम से दामन बचाने लगे

~फिजा

6 comments:

kumarldh said...

ye ishq nahi aasan,
ik aag ka dariya hai
aur and I guess doob ke hi paar hota hai.
mere khyal se main chori kar ke sher jyada sunata hun. English me kisi ne kaha hai,"I quote others as they have already quoted me."
Fiza, aap to dheere dheere pakke shayar ban rahe ho.
Lage rahe India.

Manish Kumar said...

Hey DON
Ur name is Fiza and not Feeza :(

Aik should be Ek
Bhulne should be Bhoolne
Eshaq should be Ishq
Muhbat should be Mohabbat
Kasurwaar should be Kasoorwaar

I will suggest u to take a Hindi Dictionary to omprove ur writing skills.Ur command of the language is really good. But u are a bit confused with Hindi matras

Loved ur lines at the top sanjh dhalte dhalte....

As for the poem I think I have read it on Bahas. Most appropriate time for this repost :) :)

Dawn said...

@kumar chetan: Shukriya bahut bahut aapka....lagta hai experienced ho jo iss qadr roshni daali aapne :)
aapki dua rahe bas phir dekhiye likhne mein kaisee koi kami hogi :)
cheers

@nagu: Thnx so much for reading them at least :)
cheers

@manish: haan manish mein explore kar rahi hoon aur to aur kabhi kabhi thakaan ki wajah se sudhar karne ki bhi aalasiyat par jaati hai...koshish karoongi...aapki duayein rahi to ;)

Ji haan aapne bahas mein inhein parha hai aur aaj mein sochoon ke oon dino kaise likh liya tha :D....
cheers

Dawn said...

@manish:
Aik should be Ek
Bhulne should be Bhoolne
Eshaq should be Ishq
Muhbat should be Mohabbat
Kasurwaar should be Kasoorwaar

All this is fine...aap gar humein ye bhi bata dein ke kaunse alfaz type karne se aisa nikhar aayega :p

samjhe...critics come with solutions too :p

cheers :D

Manish Kumar said...

Agar main apni PC se hindi mein likh pata to ... aur idhar tum online aayi nahin nahin to mujhe ye comment karne ki juroorat nahin hoti :)...

Dawn said...

@manish: aisee baat nahi...mera kehane ka matlab tha ke if u have the list of the words....then pls mail me....!!!
Aajkal busy hoon lekin phir bhi online aati hoon aap hee nazar nahi aate :P
cheers

अच्छी यादें दे जाओ ख़ुशी से !

  गुज़रते वक़्त से सीखा है  गुज़रे हुए पल, और लोग  वो फिर नहीं आते ! मतलबी या खुदगर्ज़ी हो  एक बार समझ आ जाए  उनका साथ फिर नहीं देते ! पास न हों...