Sunday, April 07, 2024

Shradhanjali

 


Oosko haste dekha tha hamesha,

Oos se milkar vo khushgawar laga,

Har ghalt ko ghalt kehane ka rutba,

Aaj sabse roothkar chala gaya vo,

Hansta hoga is bereham duniya par,

Kaash, kuch aur pal bita paate sang,

Har hansta hua andar khush nahi,

Koi samajh leta is baat ko, kaash!

Kishore, dil toot gaya aaj socha nahi,

Ek aur accha insaan chodgaya aaj,

Naman, jahaan ho khush raho - shradhanjali !


~ fiza

No comments:

ज़िन्दगी जीने के लिए है

कल रात बड़ी गहरी गुफ्तगू रही  ज़िन्दगी क्या है? क्या कुछ करना है  देखा जाए तो खाना, मौज करना है  फिर कहाँ कैसे गुमराह हो गए सब  क्या ऐसे ही जी...