'फिजा़', मेरी मुहब्‍बत में न जाने

किन दिनों लिखी थी ये....इतना तो याद नहीं, परंतु किसी को सोचकर भी नहीं लिखी थी इतना तो यकीनन कहा जा सकता है। किंतु ख्‍याली पुलाव की तरह इसका भी कुछ अलग ही मजा़ है.... कम से कम दिल में एक गुद-गुदी सी...हल-चल ज़रूर मचा जाती...तो पेश-ऐ-खिद़मत है....


शाम हुई तो याद आते हो
दिल में मेरे बस जाते हो

पाकर पास अपने ख्‍यालों में
दिल मेरा धडका जाते हो

तुम्‍हारी बातें और तस्‍सवूर तुम्‍हारा
मेरे दिल में समा जाते हो

कभी जो सोचती हुँ अकेले में तुमको
बनके सरापा तुम आ जाते हो

'फिजा़', मेरी मुहब्‍बत में न जाने
तुम कितने दीप जला जाते हो


~ फिजा़

Comments

kumarldh said…
lo g, main pehle a agiya, Inaam milna chaiye, chalo koi baat nahi.
aap ki rachna padhi lekin us se pehle jo aapne bhumika baandhi to dil mazakiya ho giya to ye lo ji meri tippni
wah kya sher maara hai, ganje ki khopdi me ber maara hai...
darasal meri choti si bhateeji aas paas hai us ke saath dil behla raha tha so ye bachkani cheez yaad a gayi
Dawn said…
@kumar chetan: Wah janab...aapka kaam hee aisa hai ke saare inaam feeke parh jaayenge ....dil mazakiya ho giya ye jaankar khushi hui ke hamari bhumika bandhne ki ada bhi asar karti hai :)...warna pata hee nahi chalta ....lekin hum bhi sochne lage ke ber kya itna asar karta hai ganje sar per?? aapki bhatiji ke baare mein parhkar accha laga...ke aap bacchon ke saath bhi waqt bitate hein :)...apne bachpane ko kabhi bhi gayab hone na dein ;)
shukriya yahan aane ka aur humse vartalaap karne ka...warna shayad meri hindi kisi ko pasand hee :D

cheers
Kaunquest said…
dil ki baath kahi hai aapne, wah!
Looks like the font has some problem, dil is appearing as dali! check it.
Manish Kumar said…
got the font raghu so now i can see this blog from home.
hmmm remember this one from Bahas days! simple words but pretty effective!
Dawn said…
@mirzaghalib: janab pardadari kahan...ye to dil mein khoyee basi huyee baatein jaane kin dino ke hai :D
pasandgee ka shukriya

@kaunquest: shukriya!!! I tried to check but it seems fine @ my end..so not sure!!!
cheers

@manish: yes.Thnx..next is recent might be new to u
cheers
Udan Tashtari said…
सेहर भाई,
"इतना तो याद नहीं, परंतु किसी को सोचकर भी नहीं लिखी थी इतना तो यकीनन कहा जा सकता है। "........मै नही मानता.हाँलाकि मेरे मानने न मानने से क्या...मगर अगर आज के लिये ऎसा कहना उचित है,तो जरुर कहिये, मै विघ्न नही डालूंगा.मै भी मानता हूँ.."Life is all about marketing".शुभकामनायें, भाई..

समीर लाल
Dawn said…
उडन तश्तरी Namaste Sameee Lal ji...bahut khushi hui aap jaise maharathi hamare iss blog mein padhare! Aapki jaankari ke liye keha doon ke ye 'seher' or 'dawn' ek larki ka blog hai :D!!!
Ab karein aapki dee hui tippani per baatein..sahi kaha maane ya na maane..lekin sacchayee yehi hai ke oon dino aisee koi baat nahi thi :) meri agli kavita ye zaroor zahir karti hai ke ab koi hai :)
aapki shubhkamnaon ka bahut bahut shukria umeed hai aapki chatra chaya hum per aage bhi rahegi..:)
aate rahiyega

cheers
Dawn said…
Sameer Lal ji : Maufi chaoongi aapki naam mein spelling ghalat hone ka ...umeed hai typing mistake jaankar aap mauf karenge :)

cheers

Popular posts from this blog

हौसला रखना बुलंद

उसके जाने का ग़म गहरा है

दिवाली की शुभकामनाएं आपको भी !